*Yahaan kisi ko bhi kuch hasb-e-aarzoo na mila *
*Kisi ko hum a milay aur hum ko tu na mila *
"Alif"
*Yahaan kisi ko bhi kuch hasb-e-aarzoo na mila *
*Kisi ko hum a milay aur hum ko tu na mila *
"Alif"
aa jaaye.n ham nazar jo koii dam bahut hai yaa.N
mohalat basaa.N-e-barq-o-sharaar kam bahut hai yaa.N
..........
............
[QUOTE]
Originally posted by arifnawaz: *
**Zindagi pehlay bhi kuch itni sehal nahee thee
Phir tujhe chaah kar aur bhi katthin bana li hum ne*
[/QUOTE]
phir deer hoo gayee
Na poocho koi mairay dil ki halat
bus ittna jaan lo toota hua hai
“Ye”
Ok jee gotta go now…
Take care
Allah Hafiz ![]()
yaa to miT jaa_iye yaa miTaa diijiye
kiijiye jab bhii saudaa kharaa kiijiye
Yoon tumari yaad se aksar hhowe hum kanaar,
yaad karte karte tujko dil nadaal ho gaya, **
*aag si lagthi gayi ooski nigahe naaz se, *
**shama koi sholaroo kil ke ghoolal ho gaya.
"Alif"
Ab is se barh ke bhala kiya ho ehtiyate wafa
Main tere shehar se guzroon tujhe khabar na karon
noon ok
chacha ghalib nay kia khoob farmaya hayyyyy wah
Naam e kay saat agia pegham e maegh
Reh gia khat meri chaati par khula
Dhaiko, Ghalib ghar koi uljha
Hay walii poshida our kafir khula
-->Alif
On a 2nd thought I was not suppose to post ...
^ yep now its female turn...so I am posting from Noon....
neend naaraaz ho gaaee ham say **
**ham nay jis raat tum ko yaad keeya
"Alif"
Aa kay ab tasleem kar lain tu nahi to hum sahi
Kon manay ga keh hum main be-wafa koi nahi
Na sab ko tum iss dil ki katha logo
har koi dil ke gham ka ghum-khoar nahi hota
"Alif"
Aah woh jurat e faryaad kahaan'
Dilsay tang aa kay Gigar yaad aya
yeh phir noon say kiyon ... ye say kehna tha
aapne Nahi pe end kia tha...means end main Noon aaya hai na
Aap ne bus nigah phairi the
Loog kehtay hain dil dukhaya hai
"Ye"
yaaro mujhe mu'aaf karo mai.n nashe me.n huu.N
ab tho.Dii duur saath chalo mai.n nashe me.n huu.N
Yeh kahan ki dosti hay keh banay hain dost nasih
Koi chara saaz hota, koi ghum gusaar hota
----------alif
whatever
dilsay mehfil main hamisha ijazat se aatay hain ..... khair
ab jab keh aap mou uTha kar aa hi gay ho ... to khailain aap donu