Feeling Tense and disturb today!

Iftikhar...........I understand your heart was broken. But please look at this from a logical angle. Allah ne sirf dil hi nahin diya insaan ko, balke dimagh bhi diya hai.

And aqal se iss problem ko dekha jaye.....to saaf nazar aata hai k yeh larka normal nahin hai. Aur koi bharosa nahin hai k woh apnay saath ussay dubai lay kar jaayega. Shadi k baad woh koi bhi bahana bana sakta hai k main iss vajha se tumhay dubai nahin lay kar jaa sakta. Log jhootay waaday bhi kar saktay hain.