Haan kinzzz ... lakin piar aisay hi hota hai dewana saa ... main aaj bhi 3 years baad bhi usko nahi bhool paya ... but not possible now ....
DA ko better aur quick solution hi suit karayy gaa ... jo DA ko Pk main as a maid ki bajae bahir lay jayae ... takay uss boy ko bhi feel ho k Allah kisi ka dill heart karany ki kia saza daytey hain
yehi mai isay bar bar samjhana chah rahi hoo ke yeh life hai aesa chalta rehta hai...aur yeh pehlii larki nahi jo keh rahi hai ke uske bina nahi reh paye gi...
app khud bataye kisi se bhi app kitna bhi piyar karo phir us se door ho jao kia life ruk jati hai ???nahi na??log to is duniya se bhi chale jate hain unke bad bhi to sab wesa hi chalta rehta hai...
aur yeh dekh ke bhi to afsos hota hai ke koi kisi se itna piyar kare aur aghla banda care hi na kare bilkul uski...