Re: Fazool baatain
Wah wah! zabradast:hehe:
Re: Fazool baatain
Wah wah! zabradast:hehe:
Re: Fazool baatain
seems like u guys really like my thread fazool baatain. R u going to keep this going.
Re: Fazool baatain
Zindagee ka ek aur safa palat kay dekhtay hain apnay zakhmoom ko hum youn bhar kay dekhtay hain kudh-gharzee thee kay majboree thee jo hua so hua chaloo kesee aur say mohabbat phir kar kay dekhtay hain
itni jaldi muhabbat ko bhulana aasaan nahi hota
jo pyar ko na samjhe woh insaan, insaan nahi hota
kitne dukh chupaye howe hain hum dono
kitne zakham khaaye hoye hain hum dono
Re: Fazool baatain
seems like u guys really like my thread fazool baatain. R u going to keep this going.
No we dont like this thread, wish mods could lock it.
P.S: ofcourse im kidding :p
P.S2: yea im.
Re: Fazool baatain
Sure fazool log hi fazool logon ki fazool batoon k alutf uth asakty hain “Kharoos”(you know waddy waddy log waddi wadi bataib) NAHI:wink:
Re: Fazool baatain
Shaheen ka asar ho giya![]()
Re: Fazool baatain
itni jaldi muhabbat ko bhulana aasaan nahi hota jo pyar ko na samjhe woh insaan, insaan nahi hota kitne dukh chupaye howe hain hum dono kitne zakham khaaye hoye hain hum dono
apnee aadatain badalnay lagay hain
sahee galat ka farq ab karnay lagay hain
falsafa-e-ishq kya hai mugh say pouchoo
aasheqee main huay jo sufead baal,
wo bhi girnay lagay hain
pardhay rehtay thay hamaray tasawor main jo raat din
wo haans kay kisse aur say millnay lagay hain
is ahsaas ka naam kaheen jalan to nahi
kya hum apnee nigha say hi girnay lagay hain
udaas betha hai majnoo ajj subha say
kay zameen pay aashiq kam marnay lagay hain
Re: Fazool baatain
kharbooze ko dekh kar kharbooza rang pakar hi leta hai ![]()