Re: Fazool baatain
Zindagee ka ek aur safa palat kay dekhtay hain apnay zakhmoom ko hum youn bhar kay dekhtay hain kudh-gharzee thee kay majboree thee jo hua so hua chaloo kesee aur say mohabbat phir kar kay dekhtay hain
itni jaldi muhabbat ko bhulana aasaan nahi hota
jo pyar ko na samjhe woh insaan, insaan nahi hota
kitne dukh chupaye howe hain hum dono
kitne zakham khaaye hoye hain hum dono