Re: Fazool baatain
kya rakha hai in fazool batoon mein kay raatain kattein hain bus yadoon main mohabbat apnay siwa loog kisee say kartay nahi sach kaisa bhi ho kehnay say hum dartay nahi
sach apnon se kabhi chupaya nahi jata
ek baar kho jaye jo woh wapis paya nahi jaata
beetay lamhon ko yaad karne ka koi faida nahi hai
aisa jo dekhti hein, aapka naik iraada nahi hai