sharam kije begum hum ek shareef badshah hain
itni khuli hui batein karein geto log hum pe hi ungliyaan uthaein ge:aq:
sharam kije begum hum ek shareef badshah hain
itni khuli hui batein karein geto log hum pe hi ungliyaan uthaein ge:aq:
Re: Fatah hamai hogi
^^ yh ab kahil araha he apko
Re: Fatah hamai hogi
uthane dei yeh zaman tu he hi sangdil…
humari mohabat kuli he tu pyar bhi khula hona chaye ![]()
![]()
Re: Fatah hamai hogi
astagfiruAllah
Re: Fatah hamai hogi
jo dargya woh margya ![]()
hum MALKA he zaman humse he hum zmaany se nahi … hum jahan jo chahein kernge
![]()
Re: Fatah hamai hogi
:o Malikah aap ke yeh waseeh soch hamaray liye khatra ban sakti hai
Re: Fatah hamai hogi
nahi hum apko apne gaisoon(baal) ke sae me chupa lenge humari bahoon me ajaoo badshhhaaaahhhh ![]()
Re: Fatah hamai hogi
humein koi rag sunaiye malikah
arsa hua aap ke meethi awaz ko kanoon main ras gholay hue:shikra:
Re: Fatah hamai hogi
*aaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaa...
aaaaaaeeeeyyyaaaaaaa aaaaaaaaaaaaaaaaaaaa.
hhuuummmmmmm mmmmmmm sssaaaaaaaaaaaaaaaa reeeeeeeeeeeeee ga ma pa da pa ma ga ssaaaaaaaaaaaaaaaaaaaa
Re: Fatah hamai hogi
:jano:
kanoon say rooiyaan nikaling![]()
Re: Fatah hamai hogi
:(
Re: Fatah hamai hogi
Jadoon holee jeyan leni mera naa methaan mar jaaneya ![]()
hum to mazak kar rahe the
Re: Fatah hamai hogi
:) ok
Re: Fatah hamai hogi
acha je say kaam nahi chalay ga
humein ek aur geet sunain aap
Re: Fatah hamai hogi
har teraf tairaa jalva har teraf tairaa jalwa ![]()
Re: Fatah hamai hogi
chacha ne suna dia meri terf se apko..![]()
Re: Fatah hamai hogi
ham bhol geay har baat megar taira piyar nehin bholei kya kya hova dil ke sath magar taira piyar nehin bholay ![]()
hum behray hoo jate to?? faryaad koun sunta darbaar main:o
![]()