!!!
!!!
SIPAHIYOOO hazir hoon sab ke sab
mulk-e-lifeforum pe hamlay ke tayari karo..hum ne sun rakha hai ke wahan ke halaat bohat kasheeda hain
hum wahan aman lana chahte hain:aq:
!!!
!!!
SIPAHIYOOO hazir hoon sab ke sab
mulk-e-lifeforum pe hamlay ke tayari karo..hum ne sun rakha hai ke wahan ke halaat bohat kasheeda hain
hum wahan aman lana chahte hain:aq:
Re: Fatah hamai hogi
Hamla karna kiss par hai aalijah, I mean konsey guppy par ![]()
Re: Fatah hamai hogi
![]()
go fo rit flooder-e-azam ![]()
main aap ke saath hoon
Re: Fatah hamai hogi
oyeeeeeeeeeeeeeeee … hoya ke aye ![]()
shikra: agar aap wahan hote to hamlay ka lutf dobala hota:shikra:
Kali billi:mad: jang pe janay ke tayari hai, rasta mat katna
hatho bhago yahan say:o!!
Re: Fatah hamai hogi
nahin nahi flooder-eazam main rasta nahi kaaron gi me to aap ke saath chaloon gi ![]()
Re: Fatah hamai hogi
Lekin hua kia tha?
Mein sippa salaar hoon, saarey sipahiyon ki rahnumaayi karoonga ![]()
:aq:duniya kya sochay ge?? loug kya kahein ge
nahi humein apni izzat aziz hai .ek billi ke wajah say hum apna daman daagdar nahi karein ge
kya aap aman ki surat-e-haal say waqif nahi hai
humein wahan ke dukhyari auroon pe bohat tars ata hai .hum unke dafaah ke khatir yeh jang karein ge:o
bas phir JANG ho gaye ![]()
doosri taraf ke sab Sipahio nai tum par line maarna shoro kar deni hai ![]()
Badshah salamat, kuch auratein masoom nahi hain. Woh ghair muslimon sey shadi kar k baghawat karna chahti hain, unka kia kiya jaye? ![]()
Re: Fatah hamai hogi
jee alam pana hum hazir hain ![]()
kahain to kali bili ka gosht roast ker dain ya shikra ka shikar app k leya paish ker dain ![]()
ya sunny ko darakht per kusri latka ker us kursi per bitha dain ![]()
tumhara to pata nahi .. magar badshah zaroor mere haathooN se Pithay ga ![]()
Re: Fatah hamai hogi
Zobia wah bahi wah
itney din ghayab rahi ho aur aatey hi shikra ka shikaar? ![]()
humein kisi ne bataya nahi
sab mard hazraaat waisay bhi kaidi banein ge aur larkiyon ko hum kaneez ke toor par rakh lein ge:shikra: agar hum bohat khush hue to adhi kaneez aap ko bhi de dein ge
aap ke 3noo mashwaray humein bohat lubhae
aap kitni samajhjar hai:shikra:
to is main konsi bari baat hai
hum unka raasta kaat jayeinge saari zindagi pachtayien ge
flooder ji me keh rahi hoon me ko saath le jao faide main raho ge ziada larna nahi pare ga ![]()
Tou jang par kab chalna hai badshah salamat ![]()
haan tumhari eik AANKH
he kaafi hai ![]()
Re: Fatah hamai hogi
Kali billi:
aap ne hamari mardangi ko theez pohancai
hum kuch kahein ge to aap ki hewaangi ko bura lage ha:aq:
hum jang ke medaan main lar kar marna pasnad krein ge par ek billi ki meow say jeetna nahi:o
hum pehlay ghusal le aain aur
os kay baad khana noush farma lein
Malika aliya ne bhi yaad farmaya hai humein
aur hum ne ankhoon main suma bhi dalna hai
bas joonhe yeh kaam ho jain hum jang ke liye nikal parien ge:shikra: