Re: > ~~farmaish Karain~~
sab kuch main hee bataon … ![]()
Re: > ~~farmaish Karain~~
sab kuch main hee bataon … ![]()
Re: > ~~farmaish Karain~~
to phir itney mushkil words kyoon use kartey ho ![]()
Re: > ~~farmaish Karain~~
Cahlo main tumhain urdu sikahon pahlay …theek hay ![]()
Re: > ~~farmaish Karain~~
^^ Pani ka billa ban k dekhao ...
Re: > ~~farmaish Karain~~
^Pani ka billa naheen hota......billi hoti hay :p
Re: > ~~farmaish Karain~~
^^ LAiken Aap to billi nahin ban sakte na ?
Re: > ~~farmaish Karain~~
^Yeh quality ImranQ main hay ..woh billi bhi ban sakta hay aur billa bhi :-)
Re: > ~~farmaish Karain~~
kia ho raha hai yahan? ![]()
Re: > ~~farmaish Karain~~
aap itne buzrug nahin howe ke dekh bhi na saken...
Re: > ~~farmaish Karain~~
urdu k saath saath pashto ka package hay ![]()
Re: > ~~farmaish Karain~~
per sikhaoo gai kab ![]()
Re: > ~~farmaish Karain~~
Monday say classes shoro hongi ..Okay ![]()
Re: > ~~farmaish Karain~~
okey :D
Re: > ~~farmaish Karain~~
mujhay pandol CF chahieye ![]()
Re: > ~~farmaish Karain~~
Yeh farmaishi thread hay …hamdard dawakhaana naheen ![]()
Re: > ~~farmaish Karain~~
acha phir pepsi la ke do ![]()
Re: > ~~farmaish Karain~~
yeh kiya order chala rahi hain aap …![]()
La ke doonga pepsi magar jo paisay bachay woh mairay ![]()
Re: > ~~farmaish Karain~~
mujhay aap ko maarnay kay liyah ek danda chahiyah ![]()