Dania
February 17, 2007, 5:40am
1
Salaamzzz:wave:
Karna yeh hai kah aap nay next member sey koi bhi farmaish kerni hai… next guppie/guppan sey farmaish poori kerega or apnay say next say koi farmaish keray ga…
P.s Interview na shoro ker dejiyah ga…
Meri Farmaish yeh hai kah…Mujhay chand chahiyah..
Re: > ~~farmaish Karain~ ~
ok mai aa gaii
mujhey chicken kabobs chaiyee
Re: > ~~farmaish Karain~ ~
Dahi bhallay la kar du
kum mirchain aur ziyaada chutni
UZ
February 17, 2007, 6:07am
4
Re: > ~~farmaish Karain~ ~
aur mujhe bismillah ka khaana mangwa ker do
Dania
February 17, 2007, 6:24am
5
Re: > ~~farmaish Karain~ ~
mujhay lori gaa kar sunao
Re: > ~~farmaish Karain~ ~
mujey wo chaheye
Dania
February 17, 2007, 6:28am
7
Re: > ~~farmaish Karain~ ~
kya chahiyah?
mujhay neend chahiyah..:(
Re: > ~~farmaish Karain~ ~
bass ab wo de do mujhey
Re: > ~~farmaish Karain~ ~
wo kahan se dhoond ke laoon
acha mujhey bhi phir woh chaiyee
Re: > ~~farmaish Karain~ ~
mujhey wo chaheye jis ka intezaar hai
jis ke leye ye dil bekarar hai
redroses, ap ko wo chaheye jo kantey-daar ho. jori complete ho jai ghi.
Re: > ~~farmaish Karain~ ~
kaantey dar kyoo
Re: > ~~farmaish Karain~ ~
redrose ke sath kanta na ho tou khusboo ki gadar koe kya janey ga?
nakhan
February 17, 2007, 6:55am
13
Re: > ~~farmaish Karain~ ~
Mujhay Chutti chahiyeee :(
Re: > ~~farmaish Karain~ ~
aww jaan leva bilkul sahi kaha
mairi qader to waise bhi kisi ne na jaani
Re: > ~~farmaish Karain~ ~
Heeray ki qader tou johri hee jaanta hay P^K Johri
Re: > ~~farmaish Karain~ ~
yea johri kia hota hai
Re: > ~~farmaish Karain~ ~
Kaash tum paarh layteen tou aaj yeh din daikhna naseeb naheen hota
Johri means jeweller
Re: > ~~farmaish Karain~ ~
ohhhhhh…
mujhey diamond ki ring bana ke do gai (free mai)
Re: > ~~farmaish Karain~ ~
Abhi itna free na hoon
Chalo pani ki billi ban kar dikhao
Re: > ~~farmaish Karain~ ~
pani ki billi kia hoti hai