*Youn teri nigahon se gilla kuch bhi nahi tha
Is dill ne to bekaar, youn hi bethay bithaye
Weerani-e-lamhaat ko behalane ki Khatir
Afsanay gardhay, baatain bana linn thi hazaron
Ye ishq ka afsanaa jo phir chherdha hai tu ne
Bekaar hai, ab waqt kahan us ko sunu-un main
Jab tum ko faraghat na thi, ab mujh ko nahin hai.
—*