Re: Fall of Ahmadiyya Community
S.A
Sawal ye bhi derpaish he ke jab Mirza sahab ‘Ghulam-e-Ahmed’ yani Ahmed ke Gulam ya naukar hain to un ki jamaat or un ke manne walon ko usoolan Ahmadi kehne or khelwane ka to koi haq nahin pohanchta kioonkeh un ka zati naam to Ghulam hai or khandani naam ‘Mirza’ yaani ‘Meer Zada’. to usoolan to un ko ‘Ghulam’ main ‘yae-nisbat’ barhane ke baad “Ghulami” ke naam se yaad kiya jana chahye ya phir Khandani naam ki nisbat se “Mirzai”. Ahmadi to wo kisi tarah bhi nahin qarar paate.
Haan Mirza sahab ke daawe ke mutabiq un ke maanne waale khud ko maseehi kehlwa sakte hain, to kehelwaain.
Iltemase Dua
halo: