Restored attachments:
Re: Faanii Badaayuunii kaa ek ma’nii_Khez she’r
wah ![]()
Re: Faanii Badaayuunii kaa ek ma’nii_Khez she’r
thank you ![]()
Re: Faanii Badaayuunii kaa ek ma’nii_Khez she’r
Ab kis mulk mein rehte hain woh???
Re: Faanii Badaayuunii kaa ek ma'nii_Khez she'r
Ab kis mulk mein rehte hain woh???
shahr-e-KhamoshaaN, mulk-e-'adam...par, vahaN jaane ke liye sirf ONE-WAY ticket hii miltaa hai...!!! :)
Re: Faanii Badaayuunii kaa ek ma’nii_Khez she’r
Chalen sab dost akathe un ko milne jaate hain
Bandh lo saaman
k rah mein koi yaar nahi hai:smokin:

Wah Wah ![]()
Re: Faanii Badaayuunii kaa ek ma’nii_Khez she’r
[quote="“Asif971, post:3, topic:263035"”]
Chalen sab dost akathe un ko milne jaate hain
Bandh lo saaman
k rah mein koi yaar nahi hai:smokin:
[/quote]
don’t forget paraaThaa and Halwa! ![]()
thankoo janaab, thankoo! ![]()
Re: Faanii Badaayuunii kaa ek ma'nii_Khez she'r
I'm finding it a little difficult to read :( can someone plz write Roman urdu of it :@:
Re: Faanii Badaayuunii kaa ek ma'nii_Khez she'r
"Faanii!", ham to jeete jii vo maiyat haiN be-gor_o_kafan
Ghurbat jisko raas na aayii aur watan bhii chhooT gayaa!
Re: Faanii Badaayuunii kaa ek ma’nii_Khez she’r
yi soch k khod ko tassli de lein KK@
sar phul vo charha jo chamn se nikal gaya
acha vohi raha jo watan se nikal gaya :sid:
Re: Faanii Badaayuunii kaa ek ma’nii_Khez she’r
waah…bahot Khoob! magar boo e chaman beroon e chaman to jaa saktii hai magar jo phool Daalii se judaa huaa vo to sookh hii gayaa samjho! ![]()
Re: Faanii Badaayuunii kaa ek ma'nii_Khez she'r
waah...bahot Khoob! magar boo e chaman beroon e chaman to jaa saktii hai magar jo phool Daalii se judaa huaa vo to sookh hii gayaa samjho! :(
han par yi to speciall phul hi na pehly beron chaman yun gaya k seedha zylfon mi ja saja
jese bewatan canada chale jate hein
aap samjhein ke zulfe yaar me saje huey hein:(
Re: Faanii Badaayuunii kaa ek ma'nii_Khez she'r
han par yi to speciall phul hi na pehly beron chaman yun gaya k seedha zylfon mi ja saja
jese bewatan canada chale jate hein
aap samjhein ke zulfe yaar me saje huey hein:(
hahaha...magar zulf to saj jaatii hai magar sirf waqtii taur pe...bechaaraa phool hii to hotaa hai jise qurbaanii denii paRtii hai! :D
Re: Faanii Badaayuunii kaa ek ma'nii_Khez she'r
qurbani q yun bhi to murjha hi jana tha
kia izzat ki mot mara kisi ki sar char k

Mahool bemaza hai
Re: Faanii Badaayuunii kaa ek ma'nii_Khez she'r
qurbani q yun bhi to murjha hi jana tha
kia izzat ki mot mara kisi ki sar char k
shaaKh pe phool murjhaaye to taba'ii maut kahlaayegii aur agar zulfoN meN aTak ke maraa to qatl kahlaayegaa :D
Re: Faanii Badaayuunii kaa ek ma’nii_Khez she’r
nice 1 :k:
Re: Faanii Badaayuunii kaa ek ma’nii_Khez she’r
agar aisaa hai to phir guloN kaa gulqand banaa leN…baa-mazaa ho jaayegaa! ![]()
thank you ji ![]()
Re: Faanii Badaayuunii kaa ek ma’nii_Khez she’r
lekin watan ke kuch aise bhi chahne wale hain, jo kehte hain:
Jo ko’ay yaar se nikle to so’ay daar chale