Re: Faanii Badaayuunii kaa ek ma’nii_Khez she’r
Suggestion ka shukriya
Mujhe gulqand to kiya guldan bana bhi nahi aata:smokin:

kisii kanniyaa kii soHbat iKhtiyaar kareN! ![]()
Re: Faanii Badaayuunii kaa ek ma’nii_Khez she’r
ek Khayaali pulaao aur ek Haqeeqat ke maa bai’n yehii farq hai!
is she’r kii Haqeeqat se to aap vaaqif hoNge hii?
Re: Faanii Badaayuunii kaa ek ma’nii_Khez she’r
Insaan insaan pe depend karta hai.. kuch pooday apni matti se ukaR kar kahin aur phal phool nahin sakte.
PS: kia haqeeqat hai iss shair ki?
Re: Faanii Badaayuunii kaa ek ma’nii_Khez she’r
Kanniya kisi dokaan se nahi milti.
Re: Faanii Badaayuunii kaa ek ma’nii_Khez she’r
duukaan kii baat maiN ne kab kii? maiN ne to farmaaya k aap unkii soHbat unke ghar jaa kar uThaayeN! ![]()
musaddiqa hai meraa farmaayaa huaa! ![]()
Re: Faanii Badaayuunii kaa ek ma’nii_Khez she’r
yahaN bataanaa munaasib na hogaa…baat niklegii to baRii door talak chalii jaayegii! is she’r ka pas manzar hii kuchh aisaa hai!
Re: Faanii Badaayuunii kaa ek ma’nii_Khez she’r
Ab Hum kanniyaon k darvaze khatkhataon???
Re: Faanii Badaayuunii kaa ek ma’nii_Khez she’r
Awein na Main aap ko chacha e urdu kehta hoon:smokin:
Re: Faanii Badaayuunii kaa ek ma’nii_Khez she’r
Ab kia ye shair Mahabharat ki tashreeh main kaha gaya tha?
Re: Faanii Badaayuunii kaa ek ma’nii_Khez she’r
kiuN nahiiN? vo gaanaa nahiiN sunaa:
ham tire pyaar men kia kia na bane, dilbar-jaanii
kabhii ulloo to kabhii gadhe bane, dilbar jaanii!
hahaha…ab mujhe aur mazeed taraqqii na dijiyegaa … sghaadii ho jaane deN phir baabaa e urdu kah lenaa!
haha ![]()
Re: Faanii Badaayuunii kaa ek ma’nii_Khez she’r
Pehle kanniya dhoondhni pare gi
Phir aage jo hoga so hoga
Na jaane is process mein kitni maar pare gi:crying:
Nahi Abhi nahi Abhi
Chacha e urdu zindabad