ek silly dhaaga

wht abt me? :wink:

Ghalat ko sahi aur sahi ko ghult tau wakeel sabit kertay hain . . . Haan wakeel singh hamaray office main kaam kerta hay . . . waisay kaam kerna achi aadat hay . . . kaam sirf apna he kerna cha’hi’aiy . . . waisay tau ab mujhay pakistan jana cha’hi’aiy . . . Pakistan ki kia he batan hain . . . waisay tau main baatain kam he kerta hoon . . . kam tau mujhay meri pay bhi lagti hay . . . suna hay bachpan main aap k sir per chot lagi thi . . . chot ki wajah say hamaray bohat say khilari khel nahin paatay . . . khail sihat k liay bohat achay hotay hain . . . phir wohi baat sihat k liay tau dahi bhi achi / acha hoti/hota hay . . . :@:

Kuch new baat bata’ain . .. yeh tau hamain pata hay. . . :hehe:

Meri yeh halat aap ki post ko ulta perhnain say hoi hay . . . agar aap apni post re-phrase kerdaitin tau aisa na hota :bummer:

:hugz: daniaaaaaaa

:blush: ap kitni pyari ho

hahaha acha hai na…kuch tou naya kia aap nay ab tak kisi thread main :stuck_out_tongue:

K337 aur tum bhi :kiss: