Re: ek silly dhaaga
Hun tussi manu nasmajh samjho ya samajhdaar . . . Saadi samajh noon kera faraq painda aiy. painday say yaad aaya k yeh bay painday k lotay say kia murad hay. . . Waheed muraad kia actor tha g. . . kia baat thi uss ki . . . baatain tau khair main ziada kerta nahin . . . waisay kuch log kuch bhi nahin kertay phir bhi mauj kertay hain . . . mauj say yaad aaya meray betay ko Hun fir maujaan e maujaan bohat pasand hay . . . waisay her kissi ki apni apni pasand hoti hay . . .hoti hay tau hoti rahay bhai . . . Mera chota bhai bari achi cricket khelta hay . . . Khelna sihat k liay acha hay . . achi tau khir dahi bhi hoti hay . . . ya phir hota hay . . .