Re: ek silly dhaaga
Itnain zoor say mat khuja'ain k zakham ho ja'aiy . . . zakaham kharab ho ja'aiy tau aa'za katnain pertay hain . . . aa'za yaad aaya k suna hay k insaani aa'za ki smugling hoti hay . . . Muhammad Asif nain bhi suna hay Hafeem smugling kernain ki nakaam koshish ki. . . waisay tau hamari cricket team kaafi arsay say naakaam he ho rahi hay . . .naakami say bachnain k liay mehnat kerna hogi . . . waisay germi say bachnain k liay banda kai karay . . Germi main Lussi achi hoti hay . . . Phir wohi baat achi tau dahi bhi hoti hay :@: