ek sawal

:hmmm: kya hum achay badshah hain?

:hmmm: haan ek aur sawal

Kya aap hum say khush hain?

tesra bhi pooch lene diyjiye:hmmm:

Kya aap ko apni zindagi pyari hai:shikra:?

agar hai to bara-e-meharbani “haan” main juwaab dijiye

bahut aalaa :smilestar:

teenoN sawaaloN kaa aik “haaN” maiN jawaab…

hum kiyaa bhai pheru yaa shikaar pur kee reaayaa haiN :mad2:

hum ziada behas main parhna ,waqt ka zia’a samajhtay hain

:snooty: ek haan say bhi kaam ho jae ga

Re: ek sawal

mjay bhut neend aa rahi hey :yawn:

Re: ek sawal

ayoo soney chalain

wat if the answer is no?

waqt kaa Zia tau 1988 maiN waisaY hee iss duniyaa saY chalaa gayaa thaa…:frowning:

waisaY tau teen dafaa “HaaN” kee jaaye tau kaam bantaa hai :shikra:

sharam karo noujawaan!!:mad:

astaghfirullah:aq:

:shikra: koi hukm hamray layk ho to batain

is say yeh zahir hoga keh aap apni zindagi say tang aa chukay hain:hmmm:

haan , to kejiye roka kis ne hain:aq:

waisay bhi humein hamari haan main haan milanay wale bohat pasasnd hain:shikra:

Re: ek sawal

HAAN
HAAN
HAAN
:wave:

mjay janay ke zaroorat nahin - aap kaheen aur jaa saktay

neend main koi baat samajh nahin aa rahi :wave:

Mubarak ho..

Instantly ChuhhaaraY baaNTnaY wala icon

han jee app bhy sharam kero

tang aa chukay hain ..aa chukay hain… aa chukay hain… :bummer:

goya hum abhi tak zinda hain… kaisay badshah hain aap?! :5:

AYE HYE ALLAH NA KERE.... nikkah ho gya kia....
aik wakt me aik se shadi ker sakti he aurat n my still married :p ....ALLAH KA SHUKER HE

Re: ek sawal

still married in toronto
wish u best of luck

Re: ek sawal

wuh u mean… still married n toronto… :hoonh:

Re: ek sawal

lol @ lafanter

bach gain aap:hmmm:

hum khargoshoon pe zulm karna pasand nahi farmatay

sharam karna ek badhsahh ki shaan ke khilaaf hai:snooty

humein to waisay bhi kuch samajh nahi aati:hmmm: isi liye badshah hain
:shikra:

:shikra: abhi aur bhi moukay aain ge

it means alot to me