ek roz ka waqeya

iss ney iss ghareeb kisam k thakey howey badshah ka mazak uraya hai :aj:

Re: ek roz ka waqeya

aalijah: sab ne dekha hai aapko jang ke waqt app pahli ke saath baagh main tehal rahe the aur jab wo aapko phool deti thi to kehte the nahi karo na sharam aati hai:blush:

shikra: no problem agar kam par gaye to tumhare arma and legs ke baal use karain ge im sure uske baad tumhare sar ke baaloon ki bhi zaroorat nahi pare gi :@:

Re: ek roz ka waqeya

mera khayal hai kay Kalli billi koh Shikra kee jagah muqaraar kiya jaye aur Shikra koh ex king kay saath wala cell diya jaye. :snooty:

main ne to kisi ka mazk nahi uraya ehsan uncle gawah hain:@:

jee bilkul wo jo aalijah right side wala cell hai na jis main bohat saare choohay aur lizards hain wo wala aur agar aap kahain to kabhi kabhi ise torture karne ke liye us main flooder-e-azam ko bhi chor dia karain ge:@:

Ok, theek hai. Merey aik aur secret jagah par bhi baal hain, woh bhi ley lena :blush: Mein kamar ki baat kar raha hoon dirty mind :smilestar:

Uh oh.

Badshah salamat aaj tou aap bohat achey lagg rahey hain, chalein purani ranjishein bhool kar dosti kar letey hain :shikra:

no tx arms and legs par itne baal hain ke un se 6 carpets ban sakte hain kamar ki zaroorat nahi pare gi

yeh phatima koun hain:shikra: hum bhi milna pasand karein ge un say

:shikra: aap hum pe kuch ziada towajo nahi detien billi?

:mad: yeh aap ne koun sa nea khail shuroo kar rakha hai!!

hum kehtay hain awaam ko hi unka nea badshah chunnay ke ijazat dee jai:snooty:

kya aap humein say mukhatib hain:hmmm:???

Jee haan, ab tou hum dono ka umar bhar ka saath hoga, hum parosi hongey aik doosrey k :hugz:

zahir hai aalijah!! main wahaan sar pe kafan baandh kar lar rahi thi aur tu wahaan larkion ke saath gulchere aura raha tha to main tujhe dekhti naa mera khoon na kholta aadmi!!:mad3: meri bhi to date ka time nikle jaa raha tha aur wo bechara mera intezaar kar kar ke chala gaya saara tera qasoor hai!:femme:

agar logon ne badshah chuna to w badshah nahi malika chunain ge:shikra: aur shikra sab se pehle vote de ga:shikra:

Re: ek roz ka waqeya

chalain badshah ko rest karne dain
ajj k liyay itnne jootiyaan hy kafy hain
bechara thaak gya ho ga :yawn:

aee kalli kaneez, unheen ja k takht pe phaink do :hehe:

Re: ek roz ka waqeya

hellooo!!! im no kaneez airte:hoonh:

im hi fauj ki sipah salaar :snooty:

Merey liye tou malika sirf billi hai :blush:

Re: ek roz ka waqeya

and soon to ba mailka:snooty:

wo to hai bas ab tumhe jail bhijwana baqi reh gaya hai:shikra: phir rasta saaf tum aur tumhare aalijah saath main hide&seek khelna

:hmmm: aap biliyaan bhi date jaisi lanati cheez par jati hain?

:fatee: dosra dhaga dekhiye

Re: ek roz ka waqeya

tujh laanti se hi seekha hai :chai:

yany khud hy andaza ker lo k bacharey maskeen badshaah pe kitna burra time a gya hai :hehe:

:snooty: ab aap hamari sharafat ko lalkaar rahe hain