ek roz ka waqeya

Re: ek roz ka waqeya

Lafanter, ye wo badshah hai jaise taangay walay rash mai kehte hain suwarioN ko "badshah hat ja rastay toN"

:shikra: je nahi hum aaj kal hum ziada arsay tak jawan rehnay ke toutkay azmaa rahe hain

main ne to ye baat apko bohat din pehle kahi thi ke ban him :@:

and make me mod mujhe to kaneezain bhi nahi chahien :smiley: me to bholi si bachi hoon :lb:

shukar karain ke aap tarbooz ke darakht ke neeche nahi laite hu'e they

werna tarbooz kaa kitna nuqsaan ho jaata

:smack: Ya Allah!! ab aap sab mil kar hamari tang to mat kheenchiye

:snooty: dekhaan rahe hum nazuk mizaj hain .jaldi bura maan jate hain

app badshah ho ya fakeer :hmmm:

Re: ek roz ka waqeya

Yahan tou meri hakoomat ka takhta ulatney ki saazish ho rahi hai :eek:

Iss kaali billi par white paint kar k issey ulta latka diya jaye :mad:

begum nawazish ali se kuch seekhiyay
wo tu burra nahy manaty

:hmmm: kya hamari malumaat ghalt hain ya aap na-ehl hain
:shikra: tarbooz kya sataah zameen pe nahi ugtay?

chal bey!! hazaroon kaneezain sath le kar ghoomta hain aur bechare angraizon ko bura kehta hai ghatiya shaks :emmy:

teri samajh main aye gi bhi nahi dumbo araam se baith ja aur saib kha!:hoonh:

khabar daar jo billi ko kissy nai white paint kiya :mad3:

issey ‘black paint’ karain
cute lagay gy :@:

:shikra: hum yun to badshah hain magar apni sadgih ke waja say pehchanay nahi jatay

:shikra: bakray ke maaN kab tak kahir manaye ge??

wo aurat ho ke bhi mardana seerat rakhti hain:hmmm: un ki baat he alag hai

itni nazuk mizaji na dikhaye kijeye aapki kaneezain aap se ziada hatti katti lagti hain aur aap begum nawazish ali ke chachazad bhai lagna shuroo ho jate hain mard baniye mard!!

had-e-Adab !!:mad:

janwar ho kar zuban chalati hai?:o

hamari mardangi ko mat lalkariye
:shikra: humara ek aur nikah karnaay ko dil karnay lagta hai

main is se pehle tumhara moun na noch loon:emmy:

aur ye tumhare sar pe jo do baal baqi reh gaye hain inka kaleen banwa kar ehsan uncle ko gift na kar don:emmy:

chal bey!! jang ke waqt to mujhe aagey kar deta hai aur khud chawal saaf karne baith jata hai kaneezon ke saath aur chughlian karta hi aunties ki tarha aik aur nikah kare ga :hoonh:

:omg::omg::omg::omg::omg::omg::omg::omg::omg::omg::omg:
aee ajeeb se badshah
Allah kare tujhay sarr kanenzain issy tarah ki malain

:mad: hum ek shareef admi hain.is tarah ki touhmatein lagana ek kabeerah gunah hain!!!

Lekin billi ney aisi konsi harkat kee hai jiski wajah sey ussey kalak lagaayi jaye? :frowning:

Ye tou Phatima sey poochna parey gaa, ussey bakron bakriyon sey kafi lagaao hai :hmmm:

Itney baal nahi hain k unka qaleen bann sakey :no: Tum filhaal koi chota mota rug banwa lo :shikra: