ek roz ka waqeya

ek roz hum saib ke darakht ke saye talay aram farma rahe the keh humein osi waqt bohat shidatoon say bhook ka ehsaas hua.Abhi hum kuch soch hi rahe the keh ek saib hamaray sar pe aa kar gira.

Is say hum ne yeh akhaz kiya keh Khuda Talah apnay bandoon ko har haal main rozi pohanchata hai.Phir hum ne apnay demagh ko ziada uljhan main nahi dala aur saib say lutf andoz hone lage:shikra:

Re: ek roz ka waqeya

:music: roshni se bhare bhare

Re: ek roz ka waqeya

woh kisi ne jan boch keh aap ke sar pe phneka hoga

Re: ek roz ka waqeya

:music: bhare bhare naina tere chuh ke bole na chuna muje

:shikra: koi larki he hoon ge

Re: ek roz ka waqeya

:music: yeh sach hai chahat pe kabhi kisi ka bhi zor nai

:shikra:ruk jaiye , humein bhi sharam ana shuroo ho chali hai

Re: ek roz ka waqeya

:music: meine suna pyar bharta jahan hai

Re: ek roz ka waqeya

:aq:

Re: ek roz ka waqeya

khudaya aalijah urdu bolna to seekh lijeye :smack:

warna main apne in do massom haathoon se appka gala ghontne par majboor ho jaon gi :@:

Re: ek roz ka waqeya

Saib sey “lutf andoz”, I wonder aap ney uss sey kia karwaya :rotfl:

urdu main to hum maharat rakhtay hain:shikra:
ab angrezi seekhnay main dil-chaspi hai hamari

Re: ek roz ka waqeya

Aap kee jail mein saib ka pare bhi hai. :hmmm:

Re: ek roz ka waqeya

shikra: :omg:

aalijah: khuda bechare angraizon par reham kare

haan uncle wo iske chamche shikre ne ise chori chupe lagwa kar dia tha:fatee:

*is saib ki do taangaiN theeN jo aap kay deewan-e-khaas mai naseebo laal kay ganoN par jhankar beats par MUJRA farma raha tha. Ya phir ye “saib” aap ki saltanat-e-riaya ka koi baandar-e-khaas to naheeN tha?
*

:snooty: aap jo soch rahe hain waisay kuch nahi.Hum ne to bas os saib ko khaya:aq:

Ap kuch din hamaray haan rehnay kyun nahi aa jatay .Ap bhi jaan jaiyen ge keh humein kaid khanay main kya kya sahoolat muyasar hain:shikra:

Re: ek roz ka waqeya

acha badshah hai
siab se hy guzaara chal jata hai

shahy bawarchy to nachtey hon gey :hehe:

Shikra kee chuti karnee parey gee. Kaneezon kay liye kuch bhi kar sakta hai. :mad:

:aq: wo reham ke kabil hain?

:snooty: hum kuch nahi kahein ge .is ka faisla Allah talah khud hi farmayein ge

:hmmm: hum aap ke baat kuch samjhay nahi lekin samajhnay ke koshish kartay hain phir bhi

:hmmm: humarai nazar abhi itni kamzor nahi hui keh saib aur bandar main farq na batla sakein