ek roz ka waqeya

zahir hai aalijah!! main wahaan sar pe kafan baandh kar lar rahi thi aur tu wahaan larkion ke saath gulchere aura raha tha to main tujhe dekhti naa mera khoon na kholta aadmi!!:mad3: meri bhi to date ka time nikle jaa raha tha aur wo bechara mera intezaar kar kar ke chala gaya saara tera qasoor hai!:femme:

agar logon ne badshah chuna to w badshah nahi malika chunain ge:shikra: aur shikra sab se pehle vote de ga:shikra: