ek roz ka waqeya

Lekin billi ney aisi konsi harkat kee hai jiski wajah sey ussey kalak lagaayi jaye? :frowning:

Ye tou Phatima sey poochna parey gaa, ussey bakron bakriyon sey kafi lagaao hai :hmmm:

Itney baal nahi hain k unka qaleen bann sakey :no: Tum filhaal koi chota mota rug banwa lo :shikra: