Main ne yaka yak achaar khana shorow kardia hia ![]()
man ne zindagi main total itna achaar nahi khaya hoga jitna last 2,3 weeks main khalya hia
Akhir iski waja kia hosatki hai ![]()
Mujhey tu iskey peechey Agencies ka haath lagta hai ![]()
Main ne yaka yak achaar khana shorow kardia hia ![]()
man ne zindagi main total itna achaar nahi khaya hoga jitna last 2,3 weeks main khalya hia
Akhir iski waja kia hosatki hai ![]()
Mujhey tu iskey peechey Agencies ka haath lagta hai ![]()
Re: Ek inqalabi tabdeeli
mubarak ho aap baap bann-naY waalaY haiN ![]()
Re: Ek inqalabi tabdeeli
![]()
Re: Ek inqalabi tabdeeli
Agreed! Konsa hafta hy Code Red![]()
Re: Ek inqalabi tabdeeli
iski waja qoum ka mafaad bhi ho sakta hay, agencies bhi ho sakti hain, aur imran khan bhi ..
ye bhi ho sakta hay ke BANISBAT baqi badan ke, aapkay payr thoray bhari ho rahay hon..
(calculatingly speaking)
Re: Ek inqalabi tabdeeli
bilkul… agencies hee ‘Maai Baap’ banaati haiN
aur yeh waisaY hee Maai baap haiN ![]()
Re: Ek inqalabi tabdeeli
Achhar khana achhi baat hay
agar aik hadd kay andar reh kar khaya jaiey
Achhar pait kay bukharaat kam karta hay
aur maiday ki taizaabiat ko khatam karta hay ![]()
Re: Ek inqalabi tabdeeli
Ap tu hakeemy haziq nikly![]()
Re: Ek inqalabi tabdeeli
Uss ke saath saath Laxmi Chawk mai Haidar Paan Shop bhi chalaatey hain :p
Re: Ek inqalabi tabdeeli
wahaaN par aik takhti par likh kar lagaa rakhaa hai
Naqd baRaY shoq saY
udhaar aglaY chawk saY ![]()
Re: Ek inqalabi tabdeeli
Codey bhai atay hain
aik bum phooRtay hain
aur cafe say bhaag jatay hain ![]()
Re: Ek inqalabi tabdeeli
Or Ap inhin Assist krty hain pan shop pr![]()
Re: Ek inqalabi tabdeeli
Or Udhar Muhaabbat ki qainchi hy![]()
Re: Ek inqalabi tabdeeli
sirf bum naheeN hotaa… baaqaidaa muthee bum phoRtaY haiN ![]()
Re: Ek inqalabi tabdeeli
Buhat ChooRooo maloom hotay hain :)
Re: Ek inqalabi tabdeeli
Achar khatam ho giy aho ga
Goodnews its a real ly go odnews tha tyou are no tanews caster
otherwi sekafi garb arhojat i :)
Re: Ek inqalabi tabdeeli
Goodnews its a real ly go odnews tha tyou are no tanews caster otherwi sekafi garb arhojat i :)
garbar tu tab hoti jab main ap ka likha na prh sakti. :D
Re: Ek inqalabi tabdeeli
Goodnews its a real ly go odnews tha tyou are no tanews caster otherwi sekafi garb arhojat i :)
ap nain bhi goodnews wala achaar kha lia.... bari hee phailney phoolney wali bemaari hai
Re: Ek inqalabi tabdeeli
JL baz a ja chalo koi tu hyyyyyyyyyyyy hamary andaz main likhny wala ![]()