Ek inqalabi tabdeeli

Re: Ek inqalabi tabdeeli

issi liye hamaaraY Maai Baap haiN :Salute:

Re: Ek inqalabi tabdeeli

Codey Maai :konfused:

Re: Ek inqalabi tabdeeli

Codu baapu :konfused:

Re: Ek inqalabi tabdeeli

AQ khan - Aap barey ‘wo’ hain …

wo yaani predictable :halo:

Zamaana bohat agaye nikal gaya hai ab purani sadi ke joke pe taqiya karna chor dain

Yaar main aap logon ko ek sajndeeda moaamley ki taraf mutawaja kra raha hoon

Larkeyaan achar khaney lgain tu samajh ataa hai, lekin mujh jaisay honaq aadmi ko ye shouq keyonkar hogaya :hmmm:

Re: Ek inqalabi tabdeeli

jadeed zamaanaa hai, Sciency tarraqi kaY iss daur maiN aap Baap bann-naY waalaY ho :)

PS: aap kee star star star star posts bhee bahut predictable hoti haiN :)

Re: Ek inqalabi tabdeeli

CR bhai jaan
Achhar ki qism par kuch rooshni dalna pasand farmaieN gay aap :)

Re: Ek inqalabi tabdeeli

Ap ki jins"sex" tabdeel ho rahi hy Mubarak ho:D


Re: Ek inqalabi tabdeeli

oh ho… maiN apnaY alfaaz waapis letaa hooN

Codu… maaN bann-naY waalaa hai :bb:

Re: Ek inqalabi tabdeeli

Breaking NEWS ho gai na :hehe:

Re: Ek inqalabi tabdeeli

PS: i mean bann-naY waali hai

Re: Ek inqalabi tabdeeli

you mean Brea king news :)

Re: Ek inqalabi tabdeeli

yaar yooN mut likho.. agar ‘e’ miss ho gaya tau :rolleyes:

Re: Ek inqalabi tabdeeli

Pridictable hoon tu itney star keyoon milain :snooty:

James bhai - achaar ke numayaan ajza main shamil hian Aam(ambiyan) LasoRhey our Chaney. lekin mujhey lagta hai ke bananey waley ne is achaar mian koi Nasha awar cheez mila di hai :hmmm:

goodnews- ye achi baat hia ke buri i ?

Re: Ek inqalabi tabdeeli

agencies nay achaar baychnaa shoru kardia :hayaa:

Re: Ek inqalabi tabdeeli

**No! Blky Bra King **News:D](news:D) King size dress bnany walon ky mazy:hehe:

Re: Ek inqalabi tabdeeli

banaa tau rahi theeN shuru saY… socha hogaa bech bhee khud hee laitaY haiN :slight_smile:
business idea, you know

Re: Ek inqalabi tabdeeli

:rotfl: woh tu ho hi giya :hehe:

Re: Ek inqalabi tabdeeli

intelligence kay illawa saray kaam atay hain in ko :vivo:

Re: Ek inqalabi tabdeeli

abay yar Codey bhai
Achhar ki qism likhi hay - ya poora toungue twister likh diyaa hay
Teen dafaa zaban phissleee hay :smack:

Re: Ek inqalabi tabdeeli

**Hummmmmmmmmmmmm Hero-in na mila di ho baqi khyr hy:D Lasory tu bary napyd hain yaha tumhin kahan sy mily:confused: **