Eid survey

**2>( for females) **jub app nay eid kay pooray sola singhaar ker leye to kis kis nay app ki tareef ki or kin lafzoon main kee ? : D

kuch logon nay ki aur achay ilfaz mai ki :blush:

3 >Kia app zara soochnay kay bad bata saktay hain k sub say pehlay app nay kis ko eid mubarak kaha or kis nay app ko ?

sab say pehlay ghar walon ko hee eid mubarak kaha suna

4 >** (for wifes)** app kay husband nay app ko kitnee Eidi dee ..or kia foran day dee ya app ko kaafe minnatain kerne pereen

usually eidi khud hee mil jati hai, kabhi minnatain nahi karni parrain

6 > kia app nay personally apnay net friends ko Eid mubarak kaha? .. like eid cards .sms or pmz or mails ?

khud say nahi kiya lekin jin kay messages aye unn ko reply zaroor kiya

9> Eid per app nay kon say kapray pehnay …app ki khud k pasand kay thay ya dosray kee

apni pasand k