Re: Eid Milad un Nabi Festivities
lol…bajaa! ise kahte haiN sa’ii-e-laaHaasil…vo baHs o mubaaHisah jiskaa koii faa’ida nahiiN…ek dusre ko koii insaan to kia farishta bhii qaa’il o ma’qool nahiiN kar saktaa…baHs baraaye baHs se sabhii ko iHtiraaz karnaa chaahiye…gunaah be-lazzat! ![]()