mard zaat hoti hi esi hey ![]()
apna kaam nikal gaya ab bhaar maiN jao ![]()
mard zaat hoti hi esi hey ![]()
apna kaam nikal gaya ab bhaar maiN jao ![]()
7 maheenay baad…pre matured ![]()
oyee mujhay baywaqoof banati ho chalakoo ![]()
main jab mila hi nahi to jaoonga kaisay ![]()
qasam say bohat bari chupkok ho, jao ELFY ki company main job karlo ![]()
tab hi aap mujhay khaandani bula rahey they ![]()
chalo…jo bhi… ubb jaan choroo ![]()
jao shaabash, jaakar apna kaam karo, aisay shareef logon ko tang nahi kartay ![]()
Jaan churanay kay liay to Gadhay ko bhi mama kehna parhta hay, aap kahan
![]()
jeenahi poorey 10 pound ki hey .. Masha Allah bilkool sehat mand meri tarhaaN ![]()
or aap ney to kaha tha key apko mera kaam karna pasand nahi .. ab khud hi ELFY main job karney ko keh rahey hain ![]()
taubbaahhh haiii...
haq ho gayee waqaeee
aaj kal ki larkiyaaan!!!! kaan chhooing
maiN kaunsa kisi shareef ko tang kar rahi hoon ![]()
mujh sey ziyada aap ki sharafat key barey main kaun janta hey ![]()
10 ponds
Jin ka bachaa hay …![]()
aur … main nay kab kaha kaam karna nahi pasand ???
mujhay to aap poori ki poori hi napasand ho ![]()
![]()
aisey nahi jaan choroN gi .. jaongi to apna haq mehr ley kar jaongi ![]()
or wo aap dey nahi saktey kangley jo haiN ![]()
yani kay mujh par ilzaam tay bohataan
![]()
apnay Hujray main ghusing … Allah hoo Allah hooo jal tu jalaal tu ayi bala ko taal tuu ![]()
yea to teen dafa qabool hey kehney sey pehley soochna tha na
ab to jesi bhi hooN aap ki hooN ![]()
konsa haq mehar ? ![]()
Jan na pehchaan bari khala salam ![]()
agar kiray kay liay paisay chahyay to yeh 2 rupalli and 12 aanay ![]()
ubb jaoooooo ![]()
na koi ilzaam hey na ko bohtaan .. do saboot hain merey paas aapki sharafat key .. bara ! or choti & ![]()
Teen dafa ???
may’ dreams zara kam daikha karain ![]()
hoonh, teen dafa qubool… ubb aisa bhi nahi ham kay …khair ![]()
aisay saboot to kaheen say bhi mil jaatay hain ![]()
chipkoo-family.com :halo:
abhi do rupey dey rahey haiN .. to nikah key waqt 1,500,000 rupey kiya sooch kar haq mehr likhwaya tha ?? ![]()
konsa nikah ? kiss ka nikah ??? ![]()
jitnay likhay hain itnay tak ginti bhi aati hay aap ko ? ![]()
boongiyaaN na maaraiN chalain ghar chalaiN .. aap key liye kareley gosht banaya hey aaj maiN ney ![]()