… Dil ney esi chooTT khaai,
soolhwaiN saaaaalll maiN,
phass gai rey terey Jaal maiN,
hoo phass gai mey terey Jaal maiN ![]()
pam pam pampampam …
kahan ho merey bachoN key nalaiq aba ?? ![]()
… Dil ney esi chooTT khaai,
soolhwaiN saaaaalll maiN,
phass gai rey terey Jaal maiN,
hoo phass gai mey terey Jaal maiN ![]()
pam pam pampampam …
kahan ho merey bachoN key nalaiq aba ?? ![]()
![]()
Hadh ho gaye yar ![]()
hadd kardi aapne hadd kardi aapne ![]()
![]()
![]()
heheheh ![]()
kaise hai aap ???
Bohat hi sureeli and musical Ashiqa hain aap ![]()
kisi shahi khaandaan ki chasm-o-chiragh-Nee lagti hain :halo:
koi aur dhaand ka kaam bhi kar lain life main ![]()
bas karwataiN badal badal kar raataiN guzaar rahi hooN ![]()
oho ![]()
to aap apna mattress change karva le na :halo:
bass jesi bhi hoon aap hi ki pasand hooN ![]()
Allah ab itni tareef na karain mera chehhra sharam sey surkh hoo raha hey .. dekhaiN na ![]()
q kia bed main kia khatmal hain ? :halo:
aap ka chehra sharam say ![]()
acha sharam bhi aati hay :o wow…
Mujhay nai daikhna waikhna na-mehram ka chehra door rahoo ![]()
ey bhai tum hi ley doona naya mattress .. mujhay to ye kharchey key paisey hi nahi detey ![]()
nahi na bed main aap nahi haiN .. budho kaheen key ![]()
wah wah kia mashriqi andaaz hay ![]()
jao baith jao kisi masjid kay aagay poora bed hi naya mil jaiga …:halo:
chipkoo log ![]()
meri hi himat hey jo aap key intey qreeb aa jati hooN, koi or aap key qreeb aney ki koshish to karey .. khud hi badboo sey behoosh hojaye ga ![]()
A ST G H F I R A L L A H …
:fruty: yaqeena bohat baray gunah ki saza hay yeh …Ya Allah maafi ![]()
aur haan main hota hoon bed main achaa, lekin apnay ![]()
sharam to nahi aati aapko mujhay masjid key saamney betha rahey hain
chalaiN ab aab bhi saath chalaiN after all aap ko dikha kar hi mangooN gi ![]()
Har saal nahata hoon main achaa
aur Phleeease aap bhi na ayo meray qareeb…waheen raho jahan ho, aur koi acha sa dhoond kar karlo apni shadi aur jaan choroo ![]()
Haye Allah
kitney sharmeeley hain aap shaadi key baad bhi dosrey bed main soothey haiN ![]()
Mujhay dikha kar mango gi to jo mila hay wo bhi chinn jaiga ![]()
Baithi raho akailin hi, bari changi lag rahi ho :k: sahi maqaam wohi hay aap ka ![]()