haan hoon sharmeela, koi takleef ? shareef hoon main aap ki tarah nahi ![]()
aur kiss ki shadi konsi shadi ???
![]()
kia azaab hay yar yeh ![]()
aap sey acha kaun miley ga mujhko merey sartaaj ![]()
arey aap ko kiya pata main to pehley bhi aap ki tasveer dikha kar logoN sey udhaar ley chuki hooN ![]()
mil jaingay bohat..Jain ** Corner Room main ya Genral ** ka chakkar laga lain, bohat mil jaaingay ![]()
mashAllah aap to bari Khandaani lagti hain …![]()
jao ubb bhi tasveer dikha kar naya bed lay lain :halo:
jab hamara bara beta aap ! paida howa tha .. tab to aap bilkool nahi sharmatey they ???
.. maiN hi sharma sharma key pighal jati thi ![]()
merey mizaji khuda jahaN aap jaiN gey wahan maiN jaoN gi ![]()
ahaan to bara baita ** ! ** and chota baita must be ** $ ** then ![]()
wah kia family hay, poori mathmaticle punctuation hain …![]()
aur q pighal gayeen thin behan ji ? kia apnay kartoot ka nateeja daikha kar ?
![]()
jab sey aap sey juri hooN .. khaandani hogai hooN ![]()
main aisi jagah nahi jaata
khud hi jao :halo:
yea bhi bhool gaye ??
choti beti hey hamari &
imaan sey bohot yaad karti hey aapko ![]()
mujh say juri ho ? ![]()
bohat hi bari chupkoo ho ![]()
koi nai, mujh say jo juray gi, wo bohat shareef aur khandani ho gi, and I know her already ![]()
jahaN pia wahaN maiN .. merey pia wahaN maiN ![]()
Wah .. Mashallah.. kya baat hai app kee.. ![]()
main kia 19 la pahara hoon jo yaad karti hay mujhay ? :halo:
waisay yeh beti kab howi ?
main to sirf 2 baiton ka hi suna tha
lol ![]()
maiN hi hooN wo .. keh daiN na .. ab sataiN nahi pleasee ![]()
haan tumharay Pia Hamid Pia nay kuch na kia jao unn say jakay chupkoo:p aur jaan chori meri ![]()
oye tum kia mushairay main aayay ho ???
yar help me na ![]()
ye aap key choorr kar janey key 7 maheeney baad howi thi .. bilkool aap par gai hey Masha Allah .. har waqt naak behti rehti hey is ki bhi ![]()
keh doon ??? ![]()
haan
tum
hi
ho
meri
behan
![]()