Drama Serial "Doraha" on Geo

Re: Drama Serial "Doraha" on Geo

ending was a lil bit sad.shehla ka kasoor tha ,laikin hamayun was equally responsible .he is a selfish person,doobara wapis chala gaiya,uss ki beeti ka iss saab mai kiya kasoor tha??plus inn ko badar khalai aur hamayun ki baki family daikhanii chahiyai thi..