Re: Dr. Zakir Naik refers to Muhammad S.A.W…
allah mujhe aur aapko aur har ek bashar ko islam ko samjhne ki taufeeq ata farmaaye ham sab k dilo me ishq e nabi buland ata farmaaye
hum sab ko apne mehboob k bataye hue raasto par chalne ki taufeeq ata farmaye
wa aakhirdavana alahamdulillahirabbillaalameen