Doodh ka Doodh , Pani ka Pani

Re: Doodh ka Doodh , Pani ka Pani

aur ghoRe kii leed pisi dhania meN? :cb:

are baba, koii aisii cheez hai jis meN milaavaT na hotii ho? Kharbooze meN cheenii ke sharbat kaa injection, tarbooz meN laal rang kaa injection…Khudkushii fails - zehr bhii naqli, mareez mar gayaa - davaa bhii naqli.

shame o US! :frowning: