pata nahi yar mai to waha 3 saal raha.arabi say achay loog app ko kahi milain gai hi nai.
sir rafeeq agar app ko woh kehtay hai to is mai masla kai hai app ko.rafeeq koi gali thori hai?mughay bhi kai defa logo nai rafeeq kaha mai to zera bhi nai bura laga.bra lagnay wali baat hi nai hai.aik to wo app ko 3 3 guna ziada salary dain opper say woh app ko rafeeq kahay to app mind ker jai,yeh achi baat hai.
agar app itnay moody hain to app waha kaam hi na kerain.zabardasti thori onho nai app kaha hai yaha kaam kero.app Pakistan mai 3 guna kam salary pai kaam ker lain.jaha app 3 rotia khatay hain waha 2 kha lain.koi masla nai.