Re: -- Dil aik M(B)andar nahi hay ... (?)
haan na daikho to yahan sab langray bhaag rahay hain, goongay chilla rahay hain, behray sun rahay hain, andhay daikh rahay hain... poora cafe hi aisa hay aaj kal ;-)
Allah ka shukar hai :)
haan qadardaano nay yahan par ab aana kam kam kardia hai..jaisay kah main :D