Re: – Dil aik M(B)andar nahi hay … (?)
Dil agar aik bander hai tau dun worry, darwin kay mutaabiq aik din insaan zaroor bun jaYe gaa :k:
Re: – Dil aik M(B)andar nahi hay … (?)
Dil agar aik bander hai tau dun worry, darwin kay mutaabiq aik din insaan zaroor bun jaYe gaa :k:
Re: – Dil aik M(B)andar nahi hay … (?)
mujhay apna bandar ksi ko daina hay ![]()
kaisay kahoonga kay 'suniyay… ham nay aap ko apna bandar diaa…aap bhi apna bandar hamain deejiay na…
Pehly kabhi na tum nay kaha,
lo aaj main tum say lehta hoon
ham aap kay bandar main rehtay hain …
ham aap kay bandar main rehtay hain …
Re: – Dil aik M(B)andar nahi hay … (?)
![]()
how do U know k wo koyal he ki beti thei kisi chirya chiray ki b tu ho sakti thei,
:halo: ![]()
Re: – Dil aik M(B)andar nahi hay … (?)
DaDa Abba - - -
bhai dil bander nahi insan bander nahi , tu tu tu
tu tu tu yah bander kia laga rakha hai ![]()
Re: – Dil aik M(B)andar nahi hay … (?)
lol..bandar ![]()
sorry dada abba..kya karoon..iss tarha likha hai kah mujhay hansi aagayee..waisay sahi baat likhi hai kah naa qadron ko log kaandhon par bithaletay hain..:k: main bhi aap ki iss baat sey itefaq kartee hoon..
Re: – Dil aik M(B)andar nahi hay … (?)
Kalay rang da zamana kabhi hoga na purana O kali darr tujhay kisska hay, tera to rang kaala hay ![]()
ahem… wo sirf Koyal ki hi baiti hosakti hay q k Koyal is a she, and Kawaa is a He :s
ps: kasi hain? long time ehh, and naraz hain na ?
Re: – Dil aik M(B)andar nahi hay … (?)
Ok fine… Insaan bandar nai, lekin Bandar bhi to aik jeeta jaagta insaan hay na… uss kay seenay main to aik Bandar (dil) hayjo darakhta hay, jo kisi Bandaria par aasakta hay, jo jo toot bhi sakta hay ![]()
Bandar bhi aik insaan hay na ![]()
ps: lol, great Picture :-p , aap ki hay kia ![]()
Re: – Dil aik M(B)andar nahi hay … (?)
hehe , thankoo Dani, how r u ? long time no C,B,A :-p
haan na daikho to yahan sab langray bhaag rahay hain, goongay chilla rahay hain, behray sun rahay hain, andhay daikh rahay hain… poora cafe hi aisa hay aaj kal ![]()
Re: – Dil aik M(B)andar nahi hay … (?)
mainey poora nahen parha…sirf thora sa he parha…
Re: -- Dil aik M(B)andar nahi hay ... (?)
^-- Poora parho abhi isi waqt, warna Kawaa kaatayga :-(
Re: – Dil aik M(B)andar nahi hay … (?)
pooraa paRh liyaa hotaa tau aaj subb PaRhaa likhaa boltaY tumhaiN ![]()
Re: -- Dil aik M(B)andar nahi hay ... (?)
^-- Likhaa kahan say tapka ? :s
sirf parha parha kehtay :-p
Re: -- Dil aik M(B)andar nahi hay ... (?)
magar phir aapko kya booltey...............issleyey mainey parha likha ka laqab aapkey liyey chorr diya........
sharate muskurahat sey muskuraaing
Re: – Dil aik M(B)andar nahi hay … (?)
Hehe… yeh yar kisko bola
Mummy ko bataongi mei ![]()
Haan bass ese hi hun mei…
Katti??? bas eveyn dil kiya so likh dia… itni takleef ho rahi hei to wapis le leti hun
Haye pata nahi abhi kitne auron ki jaan jayegi ![]()
Re: -- Dil aik M(B)andar nahi hay ... (?)
haan na daikho to yahan sab langray bhaag rahay hain, goongay chilla rahay hain, behray sun rahay hain, andhay daikh rahay hain... poora cafe hi aisa hay aaj kal ;-)
Allah ka shukar hai :)
haan qadardaano nay yahan par ab aana kam kam kardia hai..jaisay kah main :D
Re: – Dil aik M(B)andar nahi hay … (?)
g theek he hoon and yes me:naraz: …chirya b ho sakti zarori nahi koyal ko beach main laa’en:hoonh:
Re: -- Dil aik M(B)andar nahi hay ... (?)
aap sirf dot's he daltey rahaingey ya to kuch boolaingey bhi............
don't tell me aap PM use kernay key liyey dot's daal ker posts increase ker rahay hain...........*heehee*
Re: -- Dil aik M(B)andar nahi hay ... (?)
dil bader nahi bandariya hi