Different words for death

Re: Different words for death

Haan lagta hai keh ye shauq kuch bidaisi guppies main kuch ziyaada paaya jaata hai aur in vogue hai.
Zaroor vahaan ki havaa aur paani ka asar hai keh fohosh baat bhi fohosh nahin lagti aur ghair mardon aur aurton kai darmiyaan aisi baaton main jhijhak mehsoos nahi hoti aur kuch ma’yoob nahi lagta. Balkay fakhria apni wit aur smarts kaa izhaar kiya jaata hai. Aur jo aisi baaton sai tang ho, ussay ullu ka ***** samjha jaa hai. :emmy: