Re: Diff between Siwaa and Ilaawa
bohat assan hay ap nay Laa ilaha ilal Allah ka meaning hamesha yehe perha hoga
Allah kay** siwa **koi mabood nahi …yahan ilawa bhi aa sakta hay lakin SIWA ka istimaal zyada mashoor or maroof hay bawajha is ki munasibat k
isee terah dukandaar say app us ki products ki baat kerain to app kehtay hain **is k ilaawa **app k pass kia kia hay ..yahan siwa kaha ja sakta hay lakin sunnay main munasib or acha nahi lagta