Dhoop Kay Saath Giya Saath Nibahnaywala

Dhoop Kay Saath Giyaa Saath Nibahanaaywala
Abh Kahan Aaiy Ga Voh Laut Kay Aanaywala

Rait Pur Choor Giya Naqsh Hazaroon Apnay
Kissi Pagal Key Tarah Naqsh Mittanay Wala

Sabz Sakhain Kabhi Aaisay Tu Nahee Chitkhee Hain
Kaun Ayya Hai Parindoun Ku Darranaywala

Aariz-e-Sham Key Surkhii Nay Kiya Faash Ussay
Parda-e-Abr Main Tha Aag Laganay Wala

Safar-e-Shab ka Taqaza Hai Mairay Saath Rahoo
Dasht Purr Houl Hai Tuufaan Hai Annaywala

Mujh Ku Dar-Parda Sunata Raha Qissa Apna
Aglay Waqtoun Key Hikayaat Sunnanaywala

Ab Tu Araam Karain Soochti Ankhain Mairee
Raat Ka Akhriii Tara Bhee Hai Jaanaywala

very nice :k:

Re: Dhoop Kay Saath Giya Saath Nibahnaywala

Good!

Re: Dhoop Kay Saath Giya Saath Nibahnaywala

[QUOTE]
Ab Tu Araam Karain Soochti Ankhain Mairee
Raat Ka Akhriii Tara Bhee Hai Jaanaywala<!-- / message -->
[/QUOTE]

very nice

Re: Dhoop Kay Saath Giya Saath Nibahnaywala

Aariz-e-Sham Key Surkhii Nay Kiya Faash Ussay
Parda-e-Abr Main Tha Aag Laganay Wala

Ab Tu Araam Karain Soochti Ankhain Mairee
Raat Ka Akhriii Tara Bhee Hai Jaanaywala

umdaaa!!

Re: Dhoop Kay Saath Giya Saath Nibahnaywala

Zabardast..

Re: Dhoop Kay Saath Giya Saath Nibahnaywala

ap b peenchay peenchay chalay jatey na chatri lay k :p

PS: nice sharing :)

Re: Dhoop Kay Saath Giya Saath Nibahnaywala

buhat khoooob..

Thank u:)


Thank u:)

Thank u Behtii Naak:snooty:


Thank u Muncho Bhai:)


Thank u Emaan:)


Aaaaaaaawww purr ik masla hai na the only Umbrella I had was completely destroyed in the hail strom when I visited Naanga Purbat 2 years back....................woh hoti to zaroor chala jaata na.....................:)

Thank u:)


Thank u Red:)

Re: Dhoop Kay Saath Giya Saath Nibahnaywala

nice :k:

Thank u Sheal:)

Re: Dhoop Kay Saath Giya Saath Nibahnaywala

nice

Thank u Rida:)

Re: Dhoop Kay Saath Giya Saath Nibahnaywala

nice sharing :)