Re: Depression..............
Depression.......
Jab shaam dhalay Bund Kamray mein….
Cigarette Kay Dhunain say
Mahool ka dum bhi ghut’ta ho
Teray janoo’n say khaai’f waqt
Kuch sooch k Aagay barhta ho
Tab beth kay tanha kamray mein
Mazi ki sookhi shakoon say
Na lamhon say yadain noocha kar
Aasaab teray thaak jaiyn gay
Na usko itnaa soocha kar.....
let me tell u....that mein smooking nahin kartee.....buss ye aik observation par based nazam hai:)
Yeh to kuch aapnay merey is waqt keh halaat-e-zindagi, yeh keh lein roz mara ki zindagi ka naqsha utaar diya hai..ok koi suitable smily naheen mil raha to rehn do