dekhtay hain urdu kisay aati hai ziyada

Re: dekhtay hain urdu kisay aati hai ziyada

tornado main gard aur mati hoti hai hawa kay sath..:@:

tornado = tofan e gard bad

Re: dekhtay hain urdu kisay aati hai ziyada

acha. phir theek hai, yeh meri bhi khudi ki language hai..

Re: dekhtay hain urdu kisay aati hai ziyada


yeh kis ne bataayaa aapko? its just wind that whils up debris and whips up the dust as well but as such tornadoes are just spinning wind. :)

Re: dekhtay hain urdu kisay aati hai ziyada

Kia haal hai Miyaan je?
Pension mill gaye hai iss maheenay ki?
Blood pressure kaisa hai?
Abb pankha ghumta daikh kay chakar tau nahen atay?

p.s: muNjhay urdu nahen aoundi:sunnyboy:

Re: dekhtay hain urdu kisay aati hai ziyada

Tornado ki urdu hai "Marooru"...marror ki tarhan ghumta hai.......yes yes marror in tid

Re: dekhtay hain urdu kisay aati hai ziyada

yahoo ka to pata nai tha ye sab kahan se naqal maar ke likh rahay :crying:

Re: dekhtay hain urdu kisay aati hai ziyada


hahaha...maroRoo toofaan...ya'nii crampy storm? hahaha... phir to ise koii davaaii denii chaahiye jaise aurteN letii haiN cramps ke liye...kia naam ahi uskaa? Ponstan? :D

Re: dekhtay hain urdu kisay aati hai ziyada

yaahoo se hii to nikaal rahaa huN…ab yeh zaroorii to nahiiN k banda use jaane jisse faaida uThaataa ho :smiley: :cb:

Re: dekhtay hain urdu kisay aati hai ziyada

ab hans ke meri baat ko idher udher na karain aapko yahoo ka matlab kion nai ata tha :crying:

Re: dekhtay hain urdu kisay aati hai ziyada

hehehe…mujhe to abhii bhii nahiiN aataa :cb: tumko aataa hai? :smiley:

Re: dekhtay hain urdu kisay aati hai ziyada

mujhe to sirf yahoo ka hi ata hai main naqal nai maarti :crying:

Re: dekhtay hain urdu kisay aati hai ziyada

u copycat .. :barbie:

Re: dekhtay hain urdu kisay aati hai ziyada

laari ada

Re: dekhtay hain urdu kisay aati hai ziyada

gard o gubhar

Re: dekhtay hain urdu kisay aati hai ziyada

main naqli billi :@:

Re: dekhtay hain urdu kisay aati hai ziyada

Meri achi hai :cb: but kya kerun KKF nay cheating ker li hai sara pehlay he bta ker :omg:

Re: dekhtay hain urdu kisay aati hai ziyada

:rotfl: ..

Re: dekhtay hain urdu kisay aati hai ziyada

**aaaaaaaawwwwwww … oh oh! :frowning:

achchhaa chalo, ab tum in alfaaz ko urdu meN bataa do:

  1. terrace/balcony
  2. beard
  3. anchor
  4. riddle
  5. constipation

zaraa mushkil waale alfaaz bataanaa :)**

Re: dekhtay hain urdu kisay aati hai ziyada

:eek: toughhhhhhhhhhhhhh

Re: dekhtay hain urdu kisay aati hai ziyada

Copy------> byaz-------> example meri byaz se
Computer-------> hal kernay wala
Plate------> thali
hospital-----> shafa khana