dekhtay hain urdu kisay aati hai ziyada

in words ko urdu mein kia kehtay hain

copy(notebook)
computer
plate
hospital

aur aap bhi words share karain aisay…?

Re: dekhtay hain urdu kisay aati hai ziyada

muje urdu nai ati :bummer:

Re: dekhtay hain urdu kisay aati hai ziyada

pehly URDU ka matlab BATAO:faizy:

Re: dekhtay hain urdu kisay aati hai ziyada

.

:lajawab:

Re: dekhtay hain urdu kisay aati hai ziyada

DAWAA KHANAH

Re: dekhtay hain urdu kisay aati hai ziyada

clinic = dawa khana.

hospital ko hospital hi kehtay hain... :@:

Re: dekhtay hain urdu kisay aati hai ziyada

bus stop ko urdu main kiya kehtay hain?

Re: dekhtay hain urdu kisay aati hai ziyada

:hmmm:khod hi rakhna pare ga naam

Re: dekhtay hain urdu kisay aati hai ziyada

bus aDDa

Re: dekhtay hain urdu kisay aati hai ziyada

huuuuuuuuuuuun yaad aya
laare adah :lajawab: khod hi :stuck_out_tongue:

Re: dekhtay hain urdu kisay aati hai ziyada

mujhe urdu nhii atii

Re: dekhtay hain urdu kisay aati hai ziyada

:smilestar: phir bhi urdu main answer di rahi ho :@:

Re: dekhtay hain urdu kisay aati hai ziyada

clinic ko urdu main kiya kehtay hain?

dawa khana, ya shafa khana

Re: dekhtay hain urdu kisay aati hai ziyada

**clinic ko bhii shifaa Khaana hii kaheNge yaa phir aap chaaheN to matab bhii kah sakte haiN [matab comes from the word tibb=treatment]

matab = clinic
dawaa Khana = drug store
shifaa Khaana = hospital

haspataal bhii kahte haiN aur daar-ul-shifaa bhii...shifaa means treatment/recovery while dawa means medicine/drug and Khaana means ghar/store**

Re: dekhtay hain urdu kisay aati hai ziyada

tornado ko urdu main kiya kahin gay

Re: dekhtay hain urdu kisay aati hai ziyada

**urdu meN jo lafz mujhe pataa hai vo is qadar aam nahiiN jitnaa k Hindii kaa lafz aam hai:

toofaan-e-charKhii [tornado] charKhii means whirling and also means sky [aasmaanii]
bhawanDae aandhii [bhaNwar = whirls]**

Re: dekhtay hain urdu kisay aati hai ziyada

tornado = گردباد

Re: dekhtay hain urdu kisay aati hai ziyada

nhii .. yehh tou meri khud kii language hei

Re: dekhtay hain urdu kisay aati hai ziyada

aandhii ko kahte haiN gard-baaraaN NOT gard-baar :) gard = dust ; baaraaN = barsaane waalaa