dekhtay hain urdu kisay aati hai ziyada

Re: dekhtay hain urdu kisay aati hai ziyada

hahahaha…acha hai agar maar khane ka khatra ho tou banda foran keh sakta hai ke “iron” ki baat ho rahi thi :stuck_out_tongue: