Re: dekhtay hain urdu kisay aati hai ziyada
**-****copy se meri muraad naql se thii
-btw, biyaaz Diary ko kahte **haiN ![]()
-thali is a Hindi word and iskaa urdu meN tarjuma hogaa thali = seenii, NOT plate!
**langar kaafii hai
yahaN ek bahooot baareek saa farq hai โฆ langaR ฺููฏฺ] Hindi kaa lafz hai jab k ฺููฏุฑ] urdu kaa lafz hai [RE] end meN hai.
daaRhii aasaan urdu meN to saHii hai magar sikii mushkil waalii urdu bataayeN ![]()
**