dekha tujhay socha tujhay chahaa tujhay puujaa tujhay

*socha nahin achha bura dekha suna kuch bhi nahi manga khudaa say raat din teray siva kuch bhi nahi

dekha tujhay socha tujhay chahaa tujhay puujaa tujhay
meri khata meri wafa teri khata kuch bhi nahi

jis par hamaari aankh nay moti bichhaye raat bhar
bheja wohi kaaghaz use hamanay likha kuch bhi nahi

ek shaam ki dahleez par baithe rahe wo der tak
aankhon say ki baatain bahut muunh se kaha kuch bhi nahi

**do chaar din ki baat hai dil khaak main so jaiyega
jab aag par kaghaz rakha baqi bacha kuch bhi nahi **

ahsaas ki khushbuu kahan, awaaz kay jugnuu kahan
khaamosh yaadon ke sivaa, ghar main rahaa kuch bhi nahi

buhat khoobsurat ghazal hai :k:
kah dene/likh dene mein kia harj tha? :halo:

Hmmm Bohot khoob…:k:

ahsaas ki khushbuu kahan, awaaz kay jugnuu kahan
khaamosh yaadon ke sivaa, ghar main rahaa kuch bhi nahi

beautiful :k::k:

Re: dekha tujhay socha tujhay chahaa tujhay puujaa tujhay

2 good thanx for shering

dekha tujhay socha tujhay chahaa tujhay puujaa tujhay

Wah wah BOhat khoob chando jee.

Thank you for sharing. :)

nice 1 :k:

do chaar din ki baat hai dil khaak main so jaiyega
jab aag par kaghaz rakha baqi bacha kuch bhi nahi

:nono: bachay aag se nahi khltey kagaz rakho gaye tu kia bachay gha :slight_smile:

bohat khubsurat sher hia..:slight_smile:

Bohut khoob

bacha kon hai :wink:

:rolleyes:

thanks all :flower1:

nice

bhut khoob:k:

Re: dekha tujhay socha tujhay chahaa tujhay puujaa tujhay

[QUOTE]
Originally posted by chand_chehra: *


jis par hamaari aankh nay moti bichhaye raat bhar
bheja wohi kaaghaz use hamanay likha kuch bhi nahi

ek shaam ki dahleez par baithe rahe wo der tak
aankhon say ki baatain bahut muunh se kaha kuch bhi nahi

*do chaar din ki baat hai dil khaak main so jaiyega
jab aag par kaghaz rakha baqi bacha kuch bhi nahi *

[/QUOTE]

Beautiful as always, thanks for sharing :-)

Uss nay ghoor kay dhaika to ghabra gay
Ankhain ghomain to Hum bhi chakra gay
Her shaam nazron say pilatay rahay Azad~
Janay kia baat thi aaj bin piay ghar agay

(Adab Arz)

:mudhosh:

thanks B I B , ramesha and janlewa :flower1:

Re: dekha tujhay socha tujhay chahaa tujhay puujaa tujhay

wonderfull :k:

Re: Re: dekha tujhay socha tujhay chahaa tujhay puujaa tujhay

:smash: :bailan: koyal k siwa koi nahi wonderful ho sakta :love:

Re: dekha tujhay socha tujhay chahaa tujhay puujaa tujhay

:k: sab kuch tujhi k sath kar lea kuch hamarey leay be bahca ya nahi :wink: