Amal
November 6, 2003, 12:59am
22
Re: dekha tujhay socha tujhay chahaa tujhay puujaa tujhay
*Originally posted by chand_chehra: *
socha nahin achha bura dekha suna kuch bhi nahi
manga khudaa say raat din teray siva kuch bhi nahi
dekha tujhay socha tujhay chahaa tujhay puujaa tujhay
meri khata meri wafa teri khata kuch bhi nahi
jis par hamaari aankh nay moti bichhaye raat bhar
bheja wohi kaaghaz use hamanay likha kuch bhi nahi
ek shaam ki dahleez par baithe rahe wo der tak
aankhon say ki baatain bahut muunh se kaha kuch bhi nahi
ahsaas ki khushbuu kahan, awaaz kay jugnuu kahan
khaamosh yaadon ke sivaa, ghar main rahaa kuch bhi nahi
Had we still **Ghazal Of The Month** going on, this ghazal would
have made Mods' work easier! Am sure our dear Mods will return to
work in a couple of years. Classic stuff **CC**:k:
Diva
November 6, 2003, 1:16am
23
Nice one thas some thing really nice keep it up Girl:k:
WiseGuy
November 6, 2003, 1:33pm
24
Re: Re: dekha tujhay socha tujhay chahaa tujhay puujaa tujhay
Yeh TUJHI kon hai