Re: Definition of a Paindu - your input is needed
dil ke behlanay ko ghalib khyal acha hai. ![]()
btw, my manager recently visited karachi. his comments are “yar karachi main enjoy kia but kisi (larki) ko doosri bar dekhnay ko dil nae kia”
I said, “acha hai aap waha jaa k naik ho gaye.” do you know punjabi main noon ka begair “naik” kia hota hai? aur arbi main “naik” kisay kehtay hain?