Re: Dear AQ
maiN nazroN saY naheeN aaNkhoN hee aaNkhoN maiN khaataa hooN ![]()
laikin that was a lame attempt to find my age ![]()
TheNgaa :k: ![]()
:aq:
Re: Dear AQ
maiN nazroN saY naheeN aaNkhoN hee aaNkhoN maiN khaataa hooN ![]()
laikin that was a lame attempt to find my age ![]()
TheNgaa :k: ![]()
:aq:
Re: Dear AQ
^ app ki age mujhay maloom hay ..zyada Remma ya meera bannay ki zaroorat nahi
Re: Dear AQ
maiN buDhoN saY apnaY aap ko compare kartaa bhee naheeN ![]()
jub saY aaNkh kholi hai, hosh Sanbhaalaa, inn dono ko horoine aataY dekh rahaa hooN ![]()
Re: Dear AQ
^ aytraz kis per hay heroin anay per ya app ki ankh khulnay per?
Re: Dear AQ
buDhi auntiyoN kaY zik’r par :yukh:
Re: Dear AQ
:aq:
Nigahoon ki zaban samjho, bohat si batoon ki ilfaz ka pehnawa acha naheen lagta.:halo:
![]()
Re: Dear AQ
OMG bhai jaan! aap ko pakistan kee police ka ma’aloom hai… saaraY luTeraY aur Daaku waisaY bhee wahaN police maiN aa gaYe haiN… it may be the same situation here :aq:
Re: Dear AQ
[QUOTE]
buDhi auntiyoN kaY zik'r par
[/QUOTE]
app ko kis ka zikar kerna hay ?
Re: Dear AQ
![]()
Re: Dear AQ
AQ^ itna jo sherma rahay ho
kia gul khila ker arahay ho ?
Re: Dear AQ
Kiss zubaaN saY aYe Gul-e-Puz murdah tujh ko Gul kahooN
Kiss tarah tujh ko tamanna-e-dil-e-bulbul kahooN :aq:
Re: Dear AQ
^ yeh to bohat ghambeer masla hay ..
Re: Dear AQ
**
**Kabhi teacher nay mara hai?
**Kabhi naheen.:soldier:<—Real reason
**Haan ji, apun ka sikka chalta hai. Yeh Cafe ki ghareeb si police apun tapoori ka kuch naheen bigard sakti.
Re: Dear AQ
yeh masla-e-kashmeer-o-falasteen hai yaa masla-e-Qabras hai
Kiss zubaaN saY meri JaaN! maiN tujhaY masla-e-Feesaa GhoruS kahooN?:aq:
Re: Dear AQ
Thar Thar kaaNpnaY waala icon
Re: Dear AQ
[quote]
yeh masla-e-kashmeer-o-falasteen hai yaa masla-e-Qabras hai
Kiss zubaaN saY meri JaaN! maiN tujhaY masla-e-Feesaa GhoruS kahooN
[/quote]
tum nay suljhaya he nahi masla suljhanay waloon ki terah
hum to woh thay jo baghair formula kay suljh gaye hotay
Re: Dear AQ
maiN naY baaloN ko apnaY kaTwayaa thee mehz iss liYe
Baa’d az Ghusul, atleast kaNGhaa tau ho jaayaa karaY:aq:
Re: Dear AQ
^ JooUaiN Toot toot jateen hain balon ko Gher bananay main
tumhain ters nahi aTA apnay BAal katwanay main ?
Re: Dear AQ
Para spraY :soldier:
Re: Dear AQ
na spray say na golee say na bal chotay kerwany say
tasalee Dil ko hotee hay sir ganja kerwanay say