Re: Dear AQ
Allah aap ko bhee tasallee ataa famaaYe... aameen...
Taklu :p
Re: Dear AQ
Allah aap ko bhee tasallee ataa famaaYe... aameen...
Taklu :p
Re: Dear AQ
Muhahahaha…:soldier:
BTW, teray ko darnay ki zaroorat nahee. Tou apun ka bhai hai, tujhay apni jaan say zeyada azeez rakhain gai.
Uthay gi tujh pay talwar, sar katay ga apna.:soldier:
Yeh cheez. To fir tou bhi apun kay gang mein shamil ho geya?
Re: Dear AQ
[QUOTE]
Allah aap ko bhee tasallee ataa famaaYe... aameen...
Taklu
[/QUOTE]
chup rehna bhi chahain to chup reh nahi saktay
majboor hain uff Allah kuch keh naho saktay
( bare mushkil say maini app ko roka hay yahan KUCh likhnay say wera tabahee mach jatee )
Re: Dear AQ
( bare mushkil say maini app ko roka hay yahan KUCh likhnay say wera tabahee mach jatee )
theek hai theek hai... let me rephrase:
Allah aap ko Tasallee Sahib Ataa farmaaye.. aameen :D
Re: Dear AQ
^ hain wat is it
chotay logoon ki chotte sooch ..apni perwaz ounche kerain
Re: Dear AQ
![]()
Aur Allah aap ko Tasali Sahiba ata farmaye. Ameen.
Re: Dear AQ
tu tundi-e-baad-e-mukhaalif saY naa ghabraa aye Uqaab
yeh tau chalti hai tujhaY OoNchaa URaanaY kaY liye
waisaY chottee soch ko zu’maani lafz keh deteeN tau aap kee aqal par ronaa naheeN rashk aataa ![]()
Re: Dear AQ
aap naY bud-duaaoN maiN PHD kee hai kiyaa? ![]()
meri Biwi ganjee naheeN ho saktee ![]()
Re: Dear AQ
omg> ankhain na ghumain ..der lagtahay
Aq> agar main apni aqal ka muzahira kerte to app aytraz kertay kay zyada aqalmandee dikhnay ki zaroorat nahi
such to yeh hay dunya kissi haal main jeenay nahi daytee
Re: Dear AQ
[QUOTE]
Aq > meri Biwi ganjee naheeN ho saktee
[/QUOTE]
jub app khud ganjay to ap ki biwi bhi gaunje ho gee werna matching kis terah ho gee?
Re: Dear AQ
[quote=Anwaar Qureshi]
aap naY bud-duaaoN maiN PHD kee hai kiyaa? ![]()
meri Biwi ganjee naheeN ho saktee :aj:[/qu[COLOR=Black]ote]
Allah na karay keh aap ko zauja muhtarma ganji ho. Wesay agar ho bhi tou aik shair yaad aya.
Kaun kehta hai mera mehboob ganja hai
Chand kay bhi kabhi baal howa kartay hain?:halo:
Main tou aap ki dulhan ka intezar kar kar keh thak gayi hoon. Uskay aanay say pehlay kaheen meri shadi na ho jaye.:bummer:
Re: Dear AQ
Phool ki pati say kat sakta hai heeray ka jigar.![]()
Re: Dear AQ
Oh, I see how it is ![]()
You better watch out, Mister. Two can play 'zat game ![]()
Re: Dear AQ
:aq:
Phati, meray bhai peh matt hanso.
Re: Dear AQ
![]()
Re: Dear AQ
Hey I’m just kidding, silly! ![]()
I’m harmless ![]()
Re: Dear AQ
Like I fear… ![]()
It’s been 6 years since I’ve been on this site.
BaRay BaRaY aaye aur gaYe…
I’ve seen them all ![]()
One even told me that I was not coming back and he himself got lost ![]()
Re: Dear AQ
oh =\
well I guess that makes me a newbie, still. ![]()
Re: Dear AQ
well, you are :p
Re: Dear AQ
lol acha ![]()
okay I gotta go pal. Khudahafiz
Happy Saturday ![]()