dasht-e-wafa mai pyaas ka alam ajeeb tha

dekha to ek dard ka dariya kareeb tha
guzray jidhar jidhar say tamana kay qafilay
har har ek qadam mai nishaa’n saleeb tha
kuch asi mehraba’n to na thi hum pay zindagi
kyu har koi jaha’n mai hamra raqeeb tha
kya kya laho say apnay kya hum nay surkhroo
is daur kay nagar ko jo dil say kareeb tha
apna pata to is nay diya tha mujhay karam
mai khud hi khogya to ye mera naseeb tha
AQ
2
Re: dasht-e-wafa mai pyaas ka alam ajeeb tha
WoWWWWWWW..
beautiful 
Re: dasht-e-wafa mai pyaas ka alam ajeeb tha
apna pata to is nay diya tha mujhay karam
mai khud hi khogya to ye mera naseeb tha
good stuff
muncho
4
Re: dasht-e-wafa mai pyaas ka alam ajeeb tha
kuch asi mehraba’n to na thi hum pay zindagi
kyu har koi jaha’n mai hamra raqeeb tha
ye kuj sochnay ki baat maalom parti
Re: dasht-e-wafa mai pyaas ka alam ajeeb tha
Beautiful gazal shabo thanks for sharing with AQ :p
Re: dasht-e-wafa mai pyaas ka alam ajeeb tha
very nice.. :)
Re: dasht-e-wafa mai pyaas ka alam ajeeb tha
buhat zabardust Ghazal haii http://www.paklinks.com/gs/imagehosting/4240646a830bfc2c6e.gif
es ghazal k har shair buhat khubsurat haii
thanks 4 sharing sach a beautiful piecehttp://www.paklinks.com/gs/imagehosting/4240646a830bfc2c6e.gif%between%
Aqls
8
Re: dasht-e-wafa mai pyaas ka alam ajeeb tha
simpy superb
Re: dasht-e-wafa mai pyaas ka alam ajeeb tha
shukar hai ap ko bhi hamra post kya kuch acha laga 
Re: dasht-e-wafa mai pyaas ka alam ajeeb tha
soch kar hamy bhi bataye kya maloom para 
Re: dasht-e-wafa mai pyaas ka alam ajeeb tha
:halo:
ap kay sath bhi to ki hai 
AQ
12
Re: dasht-e-wafa mai pyaas ka alam ajeeb tha

(notes down in his diary for next competition for more negative marking)
Re: dasht-e-wafa mai pyaas ka alam ajeeb tha

awam say panga hai nahi changa :nono3:
AQ
14
Re: dasht-e-wafa mai pyaas ka alam ajeeb tha
maiN bhee tau awaam hee hooN 
aik competition kaa judge bunn kar awaam saY thoRa hee niklaa hooN :hinna:
Sheal
15
Re: dasht-e-wafa mai pyaas ka alam ajeeb tha
beautiful shab-e-hijar
SJ
16
Re: dasht-e-wafa mai pyaas ka alam ajeeb tha
*guzray jidhar jidhar say tamana kay qafilay*
*har har ek qadam mai nishaa'n saleeb tha*
apna pata to is nay diya tha mujhay karam
mai khud hi khogya to ye mera naseeb tha
Wah Bohat Khubsurat ghazal Hai :k:
Amazing 
Re: dasht-e-wafa mai pyaas ka alam ajeeb tha
nice one :k:
IS
18
Re: dasht-e-wafa mai pyaas ka alam ajeeb tha
beautiful :-)
Re: dasht-e-wafa mai pyaas ka alam ajeeb tha
pasand karnay ka shukriya 
EEMAAN
20

Beautiful..